Monday, 1 May 2017

Roke Na Ruke Naina: Arijit Singh

ROKE NA RUKE NAINA



Strumming Pattern: DD UUDU D
Tu jo [G] nazron ke samne kal [Em] hoga nahi
Tujhko [C] dekhe bin main
Mar na [D] jaaun kahin
Tu jo [G] nazron ke samne kal [Em] hoga nahi
Tujhko [C] dekhe bin main
Mar na [D] jaaun kahin
Tujhko [Em] bhool jaaun [G] kaise
Maane na [Bm] manaau kai[C]se tu ba[D]ta
Roke na ruke nai[G]na
Teri [Em] ore hain inhein to [C] rehna
[G] Roke na ruke nai[C]na
[G] Kaat’ta hoonlakhon lamhe
[Em] Kat’te nahin hain
[Bm] Saaye teri yaadon ke
[C] Hat’te nahin hain
[G] Kaat’ta hoonlakhon lamhe
[Em] Kat’te nahin hain
[Bm] Saaye teri yaadon ke
[C] Hat’te nahin hain
[Bm] Sookh gaye hain ansoo [D] teri judai ke
[Em] Palkon se phir bhi baadal
[D] Chhant’te nahin hain
Khud ko [Em] main hasaoon [G] kaise
Maane [Bm] na manaaun [C] kaise, tu [D] bata
Roke na ruke nai[G]na
Teri [Em] ore hain inhein to [C] rehna
[G] Roke na ruke nai[C]na
[Gm] Haathon ki lakeere do
[Em] Milti jahaan hain
[Bm] Jisko pata hai bata de
[C] Jagah woh kahaan hai
[Gm] Haathon ki lakeere do
[Em] Milti jahaan hain
[Bm] Jisko pata hai bata de
[C] Jagah woh kahaan hai
[Bm] Ishq mein jaane kaisi [D] ye bebasi hai
[Em] Dhadkanon se mil kar bhi [D] dil tanha hai
Doori [Em] main mitaun k[G]aise
Maane [Bm] na manaun [C] kaise, tu [D] bata
Roke na ruke nai[G]na
Teri [Em] ore hain inhein to [C] rehna
[G] Roke na ruke nai[C]na

No comments:

Post a Comment

loading...