Friday, 18 August 2017

Barfani: Babumoshai Bandookbaaz

BARFANI




Capo Version : Capo on 4th Fret
Strumming Pattern : DD UDUD D
(During chords switch (C#m) to (C) and (G) to (Em) split the strumming pattern)


(A)Ye barfani raa(D)tein
(C#m)Pighal jaane (C)do,
pighal jaane do(A)
(A)Ye barfani raa(D)tein
DD on (C#m) and UDUD D on (C)
(C#m)Pighal jaane (C)do,
pighal jaane do(A)
(A)Sheet lehar si hain saanson mein
(D)Aanch mile teri bahoon mein.
(A)Sheet lehar si hain saanson mein
(D)Aanch mile teri bahoon mein.
(A)Aaj toh humein jal jaane (C)do.
(A)Jal jaane do
(C)Jal jaane do
(A)Jal jaane do…

(A)Ye barfani raa(D)tein
(C#m)Pighal jaane (C)do,
pighal jaane do(A).
(A) (D) (A) (A)
(A)Jee uthun main (D)zaraa
Tere (G)honthon se (Em)hararat jo mi(A)ley
(A)Jo odh lun main (D)badan tera
Bheege (G)mann ko thodi (Em)raahat toh mi(A)ley.
(A)Main barkha ki ik boond hoon
(D)Tapti zameen ko jo choom loon.
(A)Main barkha ki ik boond hoon
(D)Tapti zameen ko jo choom loon.
(A)Bhaap mein mujhe dhal jaane (C)do
(A)Jal jaane do
(C)Jal jaane do
(A)Jal jaane do…
(A)Sulge dil toh (D)mile
Kapkap(G)ati dhadka(Em)non ko garm(A)iyan.
(A)Jazb ho iss tarah se (D)hum
Jism (G)bhi na hum(Em)are darm(A)iyan.
(A)Inn honthon pe jo nami
(D)Ik arse se hai jami
(A)Inn honthon pe jo nami
(D)Ik arse se hai jami
(A)Apne honthon mein ghul jaane (C)do
(A)Jal jaane do
(C)Jal jaane do
(A)Jal jaane do…
(A)Ye barfani raa(D)tein
(C#m)Pighal jaane (C)do,
pighal jaane do(A)


No comments:

Post a Comment

loading...